govind naam lekar tab pran
tan se nikle-2
shri ganga ka tat ho
jamuna ka vanshivat ho
mera sawra nikat ho
jab pran tan se nikle
itna to karna swami
jab pran tan se nikle
pitambari kasi ho
chhavi man mein ye basi ho-2
hotho par kuch hansi ho
jab pran tan se nikle
govind naam lekar tab pran tan se nikle
jab kanth pran aaye
koi rog na sataye
yam daras na dikhaye
jab pran tan se nikle
itna to karna swami
jab pran tan se nikle
uss waqt jaldi aana
nahi shaam bhool jana
radhe ko saath lana
jab pran tan se nikle
govind naam lekar tab pran tan se nikle
ek bhakt ki hai arzi
khudgarz ki hai garzi
aage tumhari marzi
jab pran tan se nikle
govind naam lekar pran tan se nikle
itna to karna swami
jab pran tan se nikle
govind naam lekar tab pran tan se nikle